Female me 10 se 14 age me body me chakriye harmons me hone wale changes k karan garbhasay se niyamit roop se bleeding aur andurni hisse se sharaw hona mahwari kahlata hai
Yeh genrally 45 se 55 years tak hota hai , ek mahwari cycle 21 to 35 days ka hota hai . Cycle time lagbhag 28 days hota hai
Isme fruits, green vegetables aur protein lena chahiye
Isme generally pet k nichle hisse me halka ya tej dard hota hai , kabhi kabhi yah infectious bhi hota hai
Pain hona cycle disturbances, heavy bleeding me meet doctor.
Thanks